ho aa aashisha ho ya dil ho -2, aakhir (tut jata hai - 4)lab tak aate aate hatho se sagar (chut jata hai -3)shisha ho ya dil ho, aakhir tut jata haihokafi bas arman nahi, kuchh milna aasan nahiduniya ki majburi hai, phir taqdir jaruri haiyeh jo dushman hai aise, dono razi ho kaiseek ko manao to duja (ruth jata hai -3)shisha ho ya dil ho, aakhir tut jata haibaithe the kinare pe, maujo ke ishare pe - (2)
ham khele tufano se, is dil ke armano sehamko ye malum na tha, (koyi sath nahi deta -2)majhi chhod jata hai, saahil (chut jata hai -3)shisha ho ya dil ho -2, aakhir (tut jata hai - 4)shisha ho ya dil hoduniya ek tamasha hai, aasha aur nirasha haithode phul hai kante hai, jo taqdir ne bante hainapna apna hissa hai, apna apna kissa haikoi lut jata hai, koi (lut jata hai -3)shisha ho ya dil ho, aakhir (tut jata hai - 4)lab tak aate aate hatho se sagar (chut jata hai -3)shisha ho ya dil ho