Aap ka khat mila song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K K Talwar. This song was released on 01 Jan 2018.
Aap ka khat mila aap ka sukariya
Aap ka khat mila sukariya sukariya
Aapne yad mujhko kiya sukariya sukariya
Sukariya sukariya
Aap ka khat mila sukariya sukariya
Aapne yad mujhko kiya sukariya sukariya
Sukariya sukariya


Pyar me yad karna hi kafi nahi
Pyar me yad karna hi kafi nahi
Aap ki bhul ka bhi mafi nahi
Ke ruth jayenge hum fir manana sanam
Yu kata aap bin ek chota sa din
Jaise ek sal tha dil ka hoga nisha
Aapko kya khabar kya hai darde jigar
Har fasana koi ek bahana koi
Likh ke kagaj pe bhej diya
Sukariya sukariya sukariya sukariya
Aap ka khat mila sukariya sukariya
Aapne yad mujhko kiya sukariya sukariya
Sukariya sukariya


Aap likhte hai milne ki fursat nahi
Aap likhte hai milne ki fursat nahi
Chodiye berukhi hai ye ulfat nahi
Hum ko tha intzar dil raha bekarar
Sham tak hum rahe rashta dekhte
Thak gayi jab najar tab mili khabar
Aap aaye nahi kam tha kuch kahi
Par hame gum nahi ye bhi kam nahi
Dil ke badle ye tohfa mila
Sukariya sukariya sukariya sukariya
Aap ka khat mila sukariya sukariya
Aapne yad mujhko kiya sukariya sukariya
Sukariya sukariya.