Sharma na yu ghabara na yu song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Gulshan Rai. This song was released on 19 Oct 1973.
sharma na yu ghabara na yu parda kiye ye rat hain
sharma na yu ghabara na yu parda kiye ye rat hain
tarana dhadkan ka na sine me daba
na koyi janega ye aapas ki bat hain hai na
sharma na yu ghabara na yu parda kiye ye rat hain
tarana dhadkan ka na sine me daba na daba na daba
na koyi janega ye aapas ki bat hain bolo na
sharma na yu ghabara na yu parda kiye ye rat hain

tam chup kyo ho nahi to khoye khoye se kyo ho nahi to
phir kuchh bolo na kya bolu
khoya khoya kyon hain har khushi hain teri
phul se jism ki tajgi hain teri
khoya khoya kyon hain har khushi hain teri
phul se jism ki tajgi hain teri
yeh tohfa gulshan ka na pake yu gawa
ke abb jo bhi hain sab tere hath hain hain na
sharma na yu ghabara na yu parda kiye ye rat hain

tum nahi piyogi mai nahi pita
sirf ek ghut sirf ek ha meri khatir aapki khatir
pyasa pyasa kyun hain aisa ka jam le
mai tuhje tham lu tu mujhe tham le
pyasa pyasa kyun hain aisa ka jam le
mai tuhje tham lyu tu mujhe tham le
bahana bholepan ka banake na sata na sata
ke badi mushkil se phir aati yeh rat hai bolo na
sharma na yu ghabara na yu parda kiye yeh rat hain
tarana dhadkan ka na sine me daba na daba
na koyi janega yeh aapas ki bat hain bolo na
sharma na yu ghabara na yu parda kiye yeh rat hain