Sharam aati hai magar song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mehmood, N. C. Sippy. This song was released on 07 Mar 1968.
Sharm aati hain magar
Aaj yeh kahana hoga
Sharm aati hain magar
Aaj yeh kahana hoga
Abb hame aap ke kadamo
Hi mai rahana hoga
Sharm aati hain magar


Aap se ruthh ke ham
Jitna jiye khaank jiye
Aap se ruthh ke ham
Jitna jiye khaank jiye
Kayi iljaam liye aur
Kayi iljaam diye
Aaj ke bad magar kuchh
Bhi naa kahana hoga
Abb hame aap ke kadamo
Hi mai rahana hoga
Sharm aati hain


Der ke baad yeh samaje
Hain mohabbat kya hai
Abb hame chaand ke
Jhumar ki jarurat kya hai
Pyaar se badhake bhala
Aur kya gahana hoga
Abb hame aap ke kadamo
Hi mai rahana hoga
Sharm aati hain magar
Aaj yeh kahana hoga
Aap ke pyar ka
Bimar hamara dil hai
Aap ke pyar ka
Bimar hamara dil hai


Aapke dhun ka kharidhar
Hamara dil hai
Aapko apna koim
Dard na sehana hogha
Aab hame aapke kadmo
Me rehna hogha
Sharm aati hain magar
Aaj yeh kahana hoga
Sharm aati hain magar.