Shamo Sahar Hai Safar Lyrics - Danka | Nimmi | Roop Kumar | Hiralal | Asha Bhosle | Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Shamo sahar hai safar song is from Danka (1954) and it is sung by Asha Bhosle and Prabodh Chandra Dey (Manna Dey).It stars Nimmi, Roop Kumar, Hiralal, Neelam Kothari in leading roles. This song is penned by Asad Ajmeri and composed by Aziz Hindi. It is produced by Nimmi. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Shamo sahar hai safar hi safar
Shamo sahar hai safar hi safar
Shamo sahar hai safar hi safar
Shamo sahar hai safar hi safar
Hamara watan hai kaha
Sitaro se aage
Sitaro se aage
Hamara watan hai kaha
Sitaro se aage
Sitaro se aage
Rahe hum hamesha rawa
Rahe hum hamesha rawa
Sitaro se aage
Sitaro se aage
Hamara watan hai kaha
Sitaro se aage
Sitaro se aage
Safar umar bhar
Tera hoga na hasil
Ye dunia bani hai
Safar hi ki khatir
Safar hi ki khatir
Safar umar bhar
Tera hoga na hasil
Ye dunia bani hai
Safar hi ki khatir
Safar hi ki khatir
Chala chal musafir
Chala chal musafir
Gaye hai kayi karwa
Sitaro se aage
Sitaro se aage
Hamara watan hai kaha
Sitaro se aage
Sitaro se aage
Yahi hum kahi ghar
Banane ke kayal
Jaha sham hoye
Wahi apni manjil
Wahi apni manjil
Yahi hum kahi ghar
Banane ke kayal
Jaha sham hoye
Wahi apni manjil
Wahi apni manjil
Na toofan ka dar
Na parwane ka dar
Rahegi ye kashti rawa
Sitaro se aage
Sitaro se aage
Hamar watan hai kaha
Sitaro se aage
Sitaro se aage
Shamo sahar safar hi safar
Shamo sahar safar hi safar.