Shamma mein taaqat kahan song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Girdharilal Manchanda. This song was released on 01 Jan 1965.
Shamma mein taaqat kahan jo
Ek parwane me hai
Ek parwane me hai


Lutf jalne me nahi jal jal
Ke mar jane me hai


Jal jal ke mar jane me hai
Chandani raatoin mein aksar


Sochta rahta hu main
Kiski ye tasveer hai jo


Dil ke virane me hai
Dil ke virane me hai


May ki masti to utar
Jati hai thodi der me


May ki masti to utar
Jati hai thodi der me


Zindagi bhar ka nasha
Aankho ke paimano me hai
Aankho ke paimano me hai


Tu kahe to aasman ki
Dhajiya kar dun sanam


Aaj ik aisi hi vahashat
Tere deewane me hai
Tere deewane me hai


Shamma mein taaqat kahan jo
Ek parwane me hai
Ek parwane me hai.