Shama jalti hai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Shama jalti hai to
Parwane chale aate hai
Shama jalti hai to
Sar ke bal ishk ke
Deewane chale aate hai
Shama jalti hai to
Parwane chale aate hai
Shama jalti hai to


Dil ki jalti hai shikha
Uspe yeh gham ke badal
Ashk kuch pyar ke
Barsane chale aate hai
Shama jalti hai to


Jal gayi teri mohabbat
Mein jawani meri
Ab mere pyar ke afsane
Chale aate hai
Shama jalti hai to


Tum gaye the to
Khyalo ko bhi le jana tha
Raat bhar kyu mujhe
Tadpane chale aate hai
Shama jalti hai to


Ab to bujhne ki nahi hai
Yeh mohabbat ki lagi
Log bekar hi samjhane
Chale aate hai
Shama jalti hai to


Tum bhi to aise mohabbat ka
Janaja aa kar
Log dushman ko bhi
Dafnake chale aate hai
Shama jalti hai to.