Shahidon amar hai song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Shahidon amar hai tumhari kahani
Watan par luta di jinhone jawani
Amar zindgani


Wo aazad bismil sada yaad aaye
Bhagat singh tune kya jalwe dikhaye
Nazaaro pe unki diye jab jalau
Yahi ho tamanna usi path se jau


Shahidon amar hai tumhari kahani
Watan par luta di jinhone jawani
Amar zindgani.