Sau baar mile song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1953.
Sau baar mile milkar bichhade
Sau baar mile milkar bichhade
Main dil ki lagi ko bujha na saki
Main dil ki lagi ko bujha na saki
Har baar sunana fika thaa
Har baar sunana fika thaa
Par dil ka haal suna na saki
Sau baar mile


Teri yaad mein aahein bhar bhar ke
Aur duniya bhi dar dar ke
Teri yaad mein aahein bhar bhar ke
Aur duniya bhi dar dar ke
Kahin raat roye tere liye
Kahin raat roye tere liye
Main dekh tujhe apna na saki
Main dekh tujhe apna na saki
Sau baar mile


Dil prem ki aag se jalta gaya
Mere pyaar ka paudh falta gaya
Dil prem ki aag se jalta gaya
Mere pyaar ka paudh falta gaya
Faldaar huaa toh aye kismat
Faldaar huaa toh aye kismat
Main meetha fal khaa na saki
Main meetha fal khaa na saki
Sau baar mile


Woh bichhad gaye mujhse milke
Armaan tadapte hai dilke
Main ujhad gayi haaye
Main ujhadi huyi tere kadmon mein
Ek chhoti si duniya bana na saki
Ek chhoti si duniya bana na saki
Sau baar mile milkar bichhade
Main dil ki lagi ko bujha na saki
Main dil ki lagi ko bujha na saki
Sau baar mile milkar bichhade.