Sapno Ke Des Me Lyrics - Suhagan | Sulochana | Geeta Bali | Jaswant | Lata Mangeshkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Sapno ke des me song is from Suhagan (1954) and it is sung by Lata Mangeshkar.It stars Sulochana, Geeta Bali, Jaswant, Vijay Laxmi in leading roles. This song is penned by Saraswati Kumar Deepak and composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra), Vasant Desai. It is produced by Alhad Chitra. This song was released on 10 Mar 1954.
Lyrics
Sapno ke desh me dulhan ke wesh me
Ban than chali re suhagan
Dekho ban than chali re suhagan
Sapno ke desh me dulhan ke wesh me
Ban than chali re suhagan
Dekho ban than chali re suhagan
Mathe pe bindi hatho me mehandi
Hotho se chede re ragini
Dekho ban than chali re suhagan
Dekho ban than chali re suhagan
Taro ke usne gajre banaye
Taro ke usne gajre banaye
Chand suraj ke deepak jalaye
Chand suraj ke deepak jalaye
Kirno ke gahne dulhan ne pahne
Cham cham chamakti chandani
Dekho ban than chali re suhagan
Dekho ban than chali re suhagan
Sapno ke desh me dulhan ke wesh me
Ban than chali re suhagan
Dekho ban than chali re suhagan
Uska mahal hai dunia se nyara
Uska mahal hai dunia se nyara
Angan me bahti amrit ki dhara
Angan me bahti amrit ki dhara
Dunia se chanchal payal ki chan chan
Dekho ban than chali re suhagan
Dekho ban than chali re suhagan.