Sanam Jab Ghar Se Nikal Ke Chalo Lyrics - Ashok Kumar | Kamini Kaushal | Helen | Asha Bhosle

1958

Lyrics

Sanam jab ghar se nikal ke chalo
Jawani ke din hai sambhal ke chalo
Huzur na aise machal ke chalo
Aji jara halke chalo
Sanam jab ghar se nikal ke chalo
Jawani ke din hai sambhal ke chalo
Huzur na aise machal ke chalo
Aji jara halke chalo

Najre bachake uthao na
Dekho ji bura hai jamana
Najre bachake uthao na
Dekho ji bura hai jamana
Raho me pade hai hazaro
Kahi takra mat jana
Sanam jab ghar se nikal ke chalo
Jawani ke din hai sambhal ke chalo
Huzur na aise machal ke chalo
Aji jara halke chalo

Kyu hai najar khoi khoi
Kyu hai ada soi soi
Kyu hai najar khoi khoi
Kyu hai ada soi soi
Sunlo hamari sada bhi
Hum bhi tumhare hai koi
Sanam jab ghar se nikal ke chalo
Jawani ke din hai sambhal ke chalo
Huzur na aise machal ke chalo
Aji jara halke chalo

Khade ho kaha pahchan lo
Aji phir chahe mano na mano
Khade ho kaha pahchan lo
Aji phir chahe mano na mano
Buri hai yaha ki hawaye
Bhole ho ji tum kya jano
Sanam jab ghar se nikal ke chalo
Jawani ke din hai sambhal ke chalo
Huzur na aise machal ke chalo
Aji jara halke chalo
Aji jara halke chalo.