Samjhana song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . It is produced by Rohail Hyatt. This song was released on 01 Mar 1989.
Samjhana
Kyun ho gaya
Kaisay huwa main baygana
Samjhana
Kyun ho gaya
Kaisay huwa main baygana
Samjhana...


Kya huwa wada who pyar ka
Aur itntazar ka
Kaisay bana main anjana
Samjhana
Kyun ho gaya
Kaisay huwa main baygana
Samjhana....


Ho gaye baygane ho gaye
Sapnay jo kho gaye
Agar ho sake to phir dikhlana
Samjhana
Kyun ho gaya
Kaisay huwa main baygana
Samjhana...


Aayenge din phir bahar kay
Teray singhar kay
Tujh ko bulain gay aa jana
Samjhana
Kyun ho gaya
Kaisay huwa main baygana
Samjhana....samjhana....
Samjhana....