Chehra song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . It is produced by Rohail Hyatt. This song was released on 01 Mar 1989.
Chehra mera tha nigaahein thein us ki
Khamoshi main bhi woh baatein us ki
Mere chehre pe ghazal likhtee gai
Sher kehti huween aankhein us ki
Chehra mera tha nigaahein thein us ki


Aise mausam bhi guzare hum ne
Subhain jab apni thein shaamein us ki
Chehra mera tha nigaahein thein us ki
Khamoshi main bhi woh baatein us ki


Neend iss soch se tooti aksar
Kis tarah katati hain raatain uss ki
Chehra mera tha nigaahein thein us ki
Khamoshi main thi woh baatein us ki
Mere chehre pe ghazal likhtee gai
Sher kehti huween aankhein us ki
Chehra mera tha nigaahein thein us ki
Khamoshi main thi woh baatein us ki


Aise mausam bhi guzare hum ne
Subhain jab apni thein shaamein uss ki
Chehra mera tha nigaahein thein uss ki
Khamoshi main thi woh baatein uss ki


Chehra mera tha nigaahein thein us ki
Khamoshi main thi woh baatein us ki
Chehra mera tha
Chehra nigaahein thein us ki
Khamoshi main thi woh baatein us ki


Chehra mera tha
Chehra nigaahein thein us ki
Chehra mera tha chehra mera tha
Chehra mera tha.