krodh ke bojh ko mann pe uthaye kaahe chalta hai pranikshama jo shatru ko bhi kar de, wahi mukt hai wahi gyanisamay ka pahiya chalta hai, din dhalta hai, raat aati hairaat me jab ek chhota sa nanha sa dipak jalta haiuski jarasi jyot sahi, par dur se usko dekh koi barso ka musafirgirte girte sambhalta haisamay ka pahiya chalta hai, din dhalta hai, raat aati hairaat me jab ek chhota sa nanha sa dipak jalta haiuski jarasi jyot sahi, par dur se usko dekh koi barso ka musafirgirte girte sambhalta haisamay ka pahiya chalta hai, din dhalta hai, raat aati haimaine jaate jaate jaana kaun hai apna kaun parayamaine jaate jaate jaana kaun hai apna kaun parayabas tu hi mera apna hai, bas tune pyar nibhayakaam krodh aur lobh main dhaj kar ja sakta hutujhko chahu bhi to main kaise bhula sakta hu
tera pyar bhi ek bandhan hai, tu hi bata kya main mukti pa sakta hutu nahi jaanta tu mera ab hai kyatujhko hu dekhta to dil kaise pighalta haisamay ka pahiya chalta hai, din dhalta hai, raat aati haidin me soya, raat aayi to ab jaaga soya kab thadin me soya, raat aayi to ab jaaga soya kab thaab kya suraj dhundhe pagale dub gaya suraj kab kabarso pehle jo thi ik nadi pyar ki beh gayi wo nadihaath ab tu kya malata haisamay ka pahiya chalta hai, din dhalta hai, raat aati hairaat me jab ek chhota sa nanha sa dipak jalta haiuski jarasi jyot sahi, par dur se usako dekh koi barso ka musafirgirte girte sambhalta haisamay ka pahiya chalta hai, din dhalta hai, raat aati haiaasma me jagmag taare, meri aankh me jhilmil aansukaha chhupa hai koi ishara to de de tu