Ek khwaab ne aakhein kholi hai Kya mod aaya hai kahaani mein Woh bheeg rahi hai baarish mein Aur aag lagi hai paani mein
Rabb labba paapiyaanu, jina channge Kaamna channge lagde O keevein pind kajiye Aasee chol pakivi nang lagde
Ho zindagi yun gale aa lagi hai Aa lagi hai Koyi khoya huya barson ke Baad aa gaya
O pheeke pheeke thee din raat mere Saath mere Chuya tune toh jeene ka Swaad aa gaya Ek tarah ke aawara thee Ek tarah ki aawargi Deewane toh pehle bhi thee Ab aur tarah ki deewangi Sajde bichawan mein, gali gali O gali gali, o gali gali Jis sehar ch mera yaar basda Kamana painda ae, khanke, ho khanke Ho eithe Rabb na koyi udhaar labda
Ek khwaab ne aakhein kholi hai Kya mod aaya hai kahani mein
Woh bheeg rahi hai baarish mein Aur aag lagi hai paani mein
Khwaabi khwaabi si lagti hai duniya Aankhon mein yeh kya bhar raha hai Marne ki aadat lagi thi Kyun jeene ko jee kar raha hai
Pehle toh begaani nagri mein Hum ko kisine poocha na tha Saara sehar jab maan gaya toh Lagta hai kyun koyi rutha na tha
Sajde bichawan mein, gali gali O gali gali, o gali gali Jis sehar ch mera yaar basda Kamana painda ae, khanke, ho khanke Ho eithe Rabb na koyi udhaar labda
Ho zindagi yun gale aa lagi hai Aa lagi hai Koyi khoya huya barson ke Baad aa gaya Ek tarah ke aawara thee Ek tarah ki aawargi Deewane toh pehle bhi thee Ab aur tarah ki deewangi
Sajde bichawan mein, gali gali O gali gali, o gali gali Jis sehar ch mera yaar basda Kamana painda ae, khanke, ho khanke Ho eithe Rabb na koyi udhaar labda (2x)