Mela loot liya song is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 02 Mar 2020.
O jab hum nikle to aandhi aati hai
Saansein apni hawa ban jaati hain
Rokoge kaise hum rukenge nahin
Daastaan apni dil se dil milaati hai

Teri aankhon mein hai aisa pyaar
Humne baazi li maar
Mela loot liya
Raat bhar dance kiya
Khel khel mein
Ek jeevan hai jiya
Maidaan maar liya
Jab tune pyaar diya
Dil jo chaahe hai woh hai kiya

Arey jaise inn sitaaron ki kehkasha mein koi taara ho
Ho aise iss duniya mein ye chaman humara ho
Hum is se hai ye hum sab ki shaan
Mera watan meri jaan

Mela loot liya
Raat bhar dance kiya
Khel khel mein ek jeevan hai jiya
Maidaan maar liya
Jab tune pyaar diya
Dil jo chaahe hai woh hai kiya

Kabhi koi jeeta kabhi koi haarta
Zindagi ka haseen ye khel hai
Dil bada kar dilon ko jeet jaa
Sochege toh yehi dilon ka mel hai
Duniya mein aaya hai toh kuch karke jaa
Ki log kahe tune yahaan…

Mela loot liya
Raat bhar dance kiya
Khel khel mein ek jeevan hai jiya
Maidaan maar liya
Jab tune pyaar diya
Dil jo chaahe hai woh hai kiya

Jab hum nikle to aandhi aati hai
Saansein apni hawa ban jaati hain
Rokoge kaise hum rukenge nahin
Daastaan apni dil se dil milaati hai
Teri aankhon mein hai aisa pyaar
Humne baazi li maar

Mela loot liya
Raat bhar dance kiya
Khel khel mein ek jeevan hai jiya
Maidaan maar liya
Jab tune pyaar diya
Dil jo chaahe hai woh hai kiya

Mela loot liya
Raat bhar dance kiya
Khel khel mein ek jeevan hai jiya
Maidaan maar liya
Jab tune pyaar diya
Dil jo chaahe hai woh hai kiya

Mela loot liya
Raat bhar dance kiya
Khel khel mein ek jeevan hai jiya
Maidaan maar liya
Jab tune pyaar diya
Dil jo chaahe hai woh hai kiya.