LyricsTashan

Sabse Badi Dosti Lyrics - Bahaaron Ki Manzil | Paresh Rawal | Satish Shah | Alok Nath | Kumar Sanu | Sushma Shrestha (Poornima)

in Movies

Watch the Video

Song Information

Sabse badi dosti song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by P Subba Rao. This song was released on 01 Jan 1991.

Lyrics

Sabse badi dosti hain yaar ha
Sabse badi dosti hain yaar
Humse mile tum to aayi bahaar
Tumse mile hum to aayi bahaar
Yahin zindagi hain yahin dosti hain
Haye haye sabse badi dosti hain
Yaar sabse badi dosti hain yaar
Humse mile tum to aayi bahaar
Tumse mile hum to aayi bahaar
Yahin zindagi hain yahin dosti hain


Ye apna tann layega rang
Salamat rahe dosti ki umang
Tum jo mile kayi gul khile
Uthti hai reh rehke dilse tarang
Tum thi kaha hum sab yaha
Tum thi kaha hum sab yaha
Karte the kabse tera intzaar
Haye haye sabse badi dosti hai
Yaar sabse badi dosti hain yaar
Humse mile tum to aayi bahaar
Tumse mile hum to aayi bahaar
Yahin zindagi hai yahin dosti hai


Kehta hain maan hoke magan
Jeevan ke ye din yu hi rahe
Mere liye inhe roklo ye
Pyar palchhin yu hi rahe
Karle yaki ae hamnashi karle
Yaki ae hamnashi
Aate nahi aise din baar baar
Haye haye sabse badi dosti hain
Yaar sabse badi dosti hain yaar
Humse mile tum to aayi bahaar
Tumse mile hum to aayi bahaar
Yahin zindagi hai yahin dosti hai


Ae mere yaar bas ek baar
Milti hai insaan ko zindagi
Jeevan dagar mili hain agar to
Karlo zamane se dosti
Tera saath hain kya baat hain
Tera saath hain kya baat hain
Tu sang laayi hain pehli bahaar
Sabse badi dosti hain
Yaar sabse badi dosti hain yaar
Humse mile tum to aayi
Bahaar tumse mile
Hum to aayi bahaar
Yahin zindagi hain yahin dosti hain
Yahin zindagi hain yahin dosti hain
Yahin zindagi hain yahin dosti hain
Yahin zindagi hain yahin dosti hain.

Related Songs

More songs from Bahaaron Ki Manzil (1991)
More songs of Paresh Rawal
More songs of Satish Shah
More songs of Alok Nath
More songs of Kumar Sanu
More songs of Sushma Shrestha (Poornima)