Sab Badhiya Hai Lyrics - Anushka Sharma | Varun Dhawan | Govind Pandey | Sukhwinder Singh

2018

About this song

  • Disclaimer: ‘Sab Badhiya Hai’ is a promotional song and it is not a part of the feature film.
  • Song: Sab Badhiya Hai
  • Singer: Sukhwinder Singh
  • Music: Anu Malik
  • Lyrics: Varun Grover, Anu Malik
  • Recording Studio: Neo Sounds (Pankaj, Pranjol)
  • Arranged by: Sunny Subrananian
  • Aalap: Salman Ali
  • Chorus: Vibhor, Kunal, Nitin, Somya Chakroborty, Saurabh, Bishwajeet, Ankush
  • Starring: Varun Dhawan and Anushka Sharma
  • Directed by: Sharat Katariya
  • Produced by: Maneesh Sharma
  • Lyrics: Varun Grover
  • Release Date: 28 September 2018

Lyrics

Kuch bhi karwa lo kaam
Mauji hai mera naam
Mamta hai mere saath mein
Mamta hai meri jaan

Ho…
Kuch bhi karwa lo kaam
Mauji hai mera naam
Mamta hai mere saath mein
Mamta hai meri jaan

Zindagi mein problem kitni bhi ho
Life phir bhi ta ta thaiya hai…

Sab badhiya hai sab badhiya hai
Sab badhiya hai sab badhiya hai
Sab badhiya hai sab badhiya hai
Sab badhiya hai sab badhiya hai

Hindustani mood mein hai
Udaa de sabki nindiya
Hindustani mood mein hai
Udaa de sabki nindiya
Attitude apna total made in India
Attitude apna total made in India

Aa…

Zindagi mein problem kitni bhi ho
Life phir bhi ta ta thaiya hai…
taak dhina dhin dhin dha dha…

Sab badhiya hai sab badhiya hai
Sab badhiya hai sab badhiya hai
Sab badhiya hai sab badhiya hai
Sab badhiya hai sab badhiya hai.