Saanso pe teri khushbu ka song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Saanso pe teri khushbu ka
Ab to nishaan yeh hota hain
Saanso pe teri khushbu ka
Ab to nishaan yeh hota hain
Aaye ho milne tumhi mujhse
Mujhko guma yeh hota hain
Saanso pe teri khushbu ka
Ab to nishaan yeh hota hain


Pal bhar mein saare khwabo ka
Saagar thahar gaya
Iss dil mein saari khushiyo ka
Manjar utar gaya
Pal bhar mein saare khwabo ka
Saagar thahar gaya
Iss dil mein saari khushiyo ka
Manjar utar gaya
Khwahish ka mujh mein
Laakho hi lamha jawa yeh hota hain
Saanso pe teri khushbu ka
Ab to nishaan yeh hota hain


Lagta hain jaisi meri duniya
Pal mein badal gayi
Yaado ka daaman thame hi
Hasrat machal gayi
Lagta hain jaisi meri duniya
Pal mein badal gayi
Yaado ka daaman thame hi
Hasrat machal gayi
Aankhon mein kitni rango ka
Hardam sama yeh hota hain
Saanso pe teri khushbu ka
Ab to nishaan yeh hota hain


Saanso pe teri khushbu ka
Ab to nishaan yeh hota hain
Aaye ho milne tumhi mujhse
Mujhko guma yeh hota hain.