Oh ajanabi jo samane song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Oh ajanabi jo samane
Aake gujar gaya
Lagane laga hain aankhon se
Dil mein utar gaya
Oh ajanabi jo samane
Aake gujar gaya
Lagane laga hain aankhon se
Dil mein utar gaya


Kis se kahun main haal yeh
Uljha hua sawaal yeh
Kis se kahun main haal yeh
Uljha hua sawaal yeh
Chhane laga ajab sa nasha
Hone laga kamaal yeh
Chhane laga ajab sa nasha
Hone laga kamaal yeh
Ek aaine ke aaj to
Yeh dil sawar gaya
Lagane laga hain aankhon se
Dil mein utar gaya
Oh ajanabi jo samane
Aake gujar gaya
Lagane laga hain aankhon se
Dil mein utar gaya


Hua yeh pehli baar hain
Koi dil bana dildar hain
Hua yeh pehli baar hain
Koi dil bana dildar hain
Khud pe nahin kabu yeh ab
Dhadkan bhi bekaraar hain
Khud pe nahin kabu yeh ab
Dhadkan bhi bekaraar hain
Chaino sukun ka lamha wo
Jaane kidhar gaya
Lagane laga hain aankhon se
Dil mein utar gaya
Oh ajanabi jo samane
Aake gujar gaya
Lagane laga hain aankhon se
Dil mein utar gaya
Oh ajanabi jo samane
Aake gujar gaya
Lagane laga hain aankhon se
Dil mein utar gaya
Oh ajanabi jo samane
Aake gujar gaya
Lagane laga hain aankhon se
Dil mein utar gaya
Dil mein utar gaya
Dil mein utar gaya.