Saajan Se Milne Lyrics - Paraya Ghar | Rishi Kapoor | Tanuja | Madhavi | Anuradha Paudwal
in Movies
Watch the Video
Song Information
Saajan se milne song is from Paraya Ghar (1989) and it is sung by Anuradha Paudwal.It stars Rishi Kapoor, Tanuja, Madhavi, Aruna Irani in leading roles. This song is penned by Hasan Kamal and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by S. Waris Ali. This song was released on 09 Jun 1989.
Lyrics
Sajan se milne jana hain aaj
Doli pe ho ja sawar ho
Apne piya ko lubhana hain aaj
Karle tu solah singar
Sajan se milne jana hain aaj
Doli pe ho ja sawar ho
Apne piya ko lubhana hain aaj
Karle tu solah singar
Jinse lagi lagan unse hoga milan
Apne hatho se tujhko saja dungi sakhi
Lahke kajara tera mahke gajra tera
Apni khushiya bhi tujh par luta du sakhi
Ye rup uspe lutana hain aaj
Hoga hain tujh par nisar ho
Apne piya ko lubhana hain aaj
Karle tu solah singar
Ek aati hai rut ek jati hai rut
Jisme dil khil uthe rut hai sawan wahi
Chahte hain sabhi par ye sach hai sakhi
Jisko chahe piya hain suhagan wahi
Jisko chahe piya hain suhagan wahi
Dil yu khushi se deewana hain aaj
Tujh par diya khud ko war ho
Apne piya ko lubhana hain aaj
Karle tu solah singar
Sajan se milne jana hain aaj
Doli pe ho ja sawar ho
Apne piya ko lubhana hain aaj
Karle tu solah singar.