Rabba jawani song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Rabba jawani aa gayi
Patli kamar balkha gayi
Rabba jawani aa gayi
Patli kamar balkha gayi
Pyasa sama hain dil bhi jawa hain
Masti nazar mein chha gayi
Pyasa sama hain dil bhi jawa hain
Masti nazar mein chha gayi


Rabba jawani aa gayi
Patli kamar balkha gayi
Pyasa sama hain dil bhi jawa hain
Masti nazar mein chha gayi
Pyasa sama hain dil bhi jawa hain
Masti nazar mein chha gayi


Sabki nazar mein
Sharab ka nasha hain
Sabki nazar mein
Sharab ka nasha hain u..
Meri nigahon mein
Shabab ka nasha hain
O jaane jaana koi bachana
Aayi kahan main aa gayi
O jaane jaana koi bachana
Aayi kahan main aa gayi


Aana deewane
Mere paas nahin aana
Aana deewane
Mere paas nahin aana
Chalte badan kop
Tu hath na lagana u
Jaao meri jaan aise chhuona
Meri nazar sarma gayi
Jaao meri jaan aise chhuona
Meri nazar sarma gayi


Main jo machal ke
Tarana jo koi gaaon
Main jo machal ke
Tarana jo koi gaaon
Kisi ke dil ko nishana jo banau u..
Tauba ye kyaa hain
Eri adda hain
Sabki nazar to bhaa gayi
Tauba ye kyaa hain
Meri adda hain
Sabki nazar to bhaa gayi


Rabba jawani aa gayi
Patli kamar balkha gayi
Pyasa sama hain dil bhi jawa hain
Masti nazar mein chha gayi
Pyasa sama hain dil bhi jawa hain
Masti nazar mein chha gayi.