Jaan-e-wafa song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Jaan-e-wafa jaan-e-jigar
Teri nazar ka hain asar
Chhane lagi bekhudi
Pyaar ki pyaar ki
Jaan-e-wafa jaan-e-jigar
Teri nazar ka hain asar
Chhane lagi bekhudi
Pyaar ki pyaar ki


Inn madbhari aankho se
Tune woh jaadu kiya aa
Tune woh jaadu kiya aa
Main ho gayi beimani
Tune mera dil liya
Tune mera dil liya
Ab meri zindagi
Kyaa hain tere shiva
Jaan-e-wafa jaan-e-jigar
Teri nazar ka hain asar
Chhane lagi bekhudi
Pyaar ki pyaar ki


Pyaasi teri baahon mein
Kho jayenge aise hum
Kho jayenge aise hum
Maine kahan socha thaa
Aise milonge sanam
Aise milonge sanam
Mil gaye mujhe
Ab na hona juda
Jaan-e-wafa jaan-e-jigar
Teri nazar ka hain asar
Chhane lagi bekhudi
Pyaar ki pyaar ki


Saari umar aisi thi
Chhayi rahe bekhudi
Chhayi rahe bekhudi
Ek dusre se dono
Ab door ho na kabhi
Ab door ho na kabhi
Aa meri zeel si
Aankho mein doob jaa
Jaan-e-wafa jaan-e-jigar
Teri nazar ka hain asar
Chhane lagi bekhudi
Pyaar ki pyaar ki
Pyaar ki pyaar ki.