LyricsTashan

Raaz Ki Baat Keh Du Toh Jaane Mehfil Me Phir Kya Ho Lyrics - Dharma | Mohammed Rafi | Asha Bhosle

in Movies

Watch the Video

Song Information

Raaz ki baat keh du toh jaane mehfil me phir kya ho song is from and it is sung by and .It stars Pran, Navin Nischol and Rekha in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by S.K.Kapur. This song was released on 01 Jan 2018.

Lyrics

ye khushi ye aur jo naya andaz hai
samjhne valo samjh lo isme bhi ek raz hai
raz ki bat keh du to jane mahfil me fir kya ho
raz ki bat keh du to jane mahfil me fir kya ho
raz khulne ka tum pahele
raz khulne ka tum pahele jara anjam soch lo
issaro ko ager samjho to raz ko raz ko rahne do
issaro ko ager samjho to raz ko raz ko rahne do
raz ki bat keh du to jane mahfil me fir kya ho

juba pe baat aayi kabhi rukti nahi hai, kabhi rukti nahi hai
uth gayi jo aankh ek bar jhukti nahi hai, are jhukti nahi hai
umedo ka savera samane mehphul hone du
abhi jo chupau di to vo chhupti nahi hai
jo barso se chupi dil me use hotho pe aane do
jo barso se chupi dil me use hotho pe aane do
raz ki bat keh du to jane mahfil mahfil
mahfil me fir kya ho

uthe aankhe jo mehfil me unhe fod ke rakh du
vo aankhe fod ke rakh du
badhe jo hath un hatho ko mai tod ke rakh du
meri jaa tod ke rakh du
jo na navakif hai aaj unse ja ke ye kah du
juba pe raz aaya to juba ko mod ke rakh du
khushi se koi jita hai khushi se usko jine do
khushi se koi jita hai khushi se usko jine do
isharo ko ager samjho to raz ko raz ko rahne do

usi ko chin kar teri nazer se dur kar du, ha dur kar du
tujhe me aahe bharne ke liye majbur kar du, ha me majbur kar du
yaha badnam kar dum vaha mashur kar du
juba khul jaye agar meri to chakana chur kar du
jara afsane ka pehele pata lagne do duniya ko
jara afsane ka pehele pata lagne do duniya ko
raz ki bat keh du to jane mahfil me jane mahfil me
jane mehfil me fir kya ho

ye suraj chand or tare chale mere isharo par
chale mere isharo par
hakumat hai meri dariya samundar or kinaro par
samundar or kinaro par
mai apne hatho se is duniya ki takdir likhta hu
mager fir tars aata hai tere jaise becharo par
nahi paida hua jo roke meri raho ko
nahi paida hua jo roke meri raho ko
isharo ko ager samjho to raz ko raz ko rahne do

tumahri raat kya hai, teri avkat kya hai
tumhare kya irade, ye pahele tu bata de
husan ki maar buri hai, ishq ki haar buri hai
nazer ka tir chhod u, tir ko aise todu
ager ghughat utha du, to mai aankh lada du
kamer ke dekh jhatke, idhar bhi dekh palat ke
tu mujhko na pehchane, mujhe tu bhi na jane
badan mera hai kundan, mera dil bhi hai chandan
mai chandan ki khushbu hu
mai chandan mai chandan mai chandan hubahu hu
issaro ko ager samjho to raz ko raz ko rahne do
issaro ko ager samjho to raz ko raz ko rahne do

Related Songs

More songs from Dharma (1973)
More songs of Mohammed Rafi
More songs of Asha Bhosle