Raat kate na bin tore song is from and it is sung by and .It stars Kabir Bedi, Laxmi Chhaya and Bindu in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
raat kate na bin tore sanwariya
raat kate na bin tore sanwariya
rang ghte na bin tore sanwariya
rang ghte na bin tore sanwariya
raat kate na bin tore sanwariya

vaidh bhi hara, hakim bhi hara
dekh ke haal mera
are vaidh bhi hara, hakim bhi hara
dekh ke haal mera
preet ak rog samjh nahi paya
preet ak rog samajh nahi paya
haar gaya dildara
ho kasht mite na bin tore sanwariya
raat kate na bin tore sanwariya

raag na bhaye rang na bhaye
na mausam suhana
raag na bhaye rang na bhaye
na mausam suhana
sang ki sakhiya bairan ho gayi
sang ki sakhiya bairan ho gayi
kas kas mare tana
ho chain pade na bin tore sanwariya
raat kate na bin tore sanwariya
raat kate na bin tore sanwariya