Raat bhi song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2009.
Raat bhi neend bhi kahani bhi
Raat bhi neend bhi kahani bhi
Raat bhi neend bhi kahani bhi
Haay kyaa cheez hain
Haay kyaa cheez hain jawaani bhi
Raat bhi neend bhi kahani bhi


Dil ko sholo se karte hain sehraab
Dil ko sholo se karte hain sehraab
Zindagi aag bhi hain
Zindagi aag bhi hain paani bhi
Raat bhi neend bhi kahani bhi
Haay kyaa cheez hain jawaani bhi


Halk kyaa kyaa mujhe nahi kehati
Halk kyaa kyaa mujhe nahi kehati
Kuchh sunu main teri
Kuchh sunu main teri jubaani bhi
Raat bhi neend bhi kahani bhi


Paas rehna kisi ka raat ki raat
Paas rehna kisi ka raat ki raat
Mehmaani bhi
Mehmaani bhi mezbaani bhi
Raat bhi neend bhi kahani bhi
Haay kyaa cheez hain
Haay kyaa cheez hain jawaani bhi
Raat bhi neend bhi kahani bhi.