Qatra qatra (title) song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 12 May 2001.
Qatra qatra mai ka dariya
Zhara zhara paimana
Qatra qatra mai ka dariya
Zhara zhara paimana
Duniya duniya kehane waalo
Duniya hain ek maikhana
Qatra qatra mai ka dariya
Zhara zhara paimana


Kyaa paaya hain kyaa khoya hain
Haskar ro kar duniya mein
Kyaa paaya hain kyaa khoya hain
Haskar ro kar duniya mein
Umeedon ki basti mein ab
Chhod diya ab aana jaana
Duniya duniya kehane waalo
Duniya hain ek maikhana
Qatra qatra mai ka dariya
Zhara zhara paimana


Maine chaha tune chaha
Ik duje ko siddat se
Maine chaha tune chaha
Ik duje ko siddat se
Maaji ke woh dil kash lamhen
Lagte hain ab afsana
Duniya duniya kehane waalo
Duniya hain ek maikhana
Qatra qatra mai ka dariya
Zhara zhara paimana


Kisne jeeta kisne haara
Ulfat ki iss baazi mein
Kisne jeeta kisne haara
Ulfat ki iss baazi mein
Dono ko hi jal jaana hain
Samma ho yaa parwaana
Duniya duniya kehane waalo
Duniya hain ek maikhana
Qatra qatra mai ka dariya
Zhara zhara paimana
Duniya duniya kehane waalo
Duniya hain ek maikhana
Qatra qatra mai ka dariya
Zhara zhara paimana.