Pyar Mujhe Tum Karte Ho Lyrics - Pratibandh | Juhi Chawla | Kulbhushan Kharbanda | Chiranjeevi | Alka Yagnik | Amit Kumar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Pyar mujhe tum karte ho song is from Pratibandh (1990) and it is sung by Alka Yagnik and Amit Kumar.It stars Juhi Chawla, Kulbhushan Kharbanda, Chiranjeevi, Rami Reddy in leading roles. This song is penned by Anand Bakshi and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by Allu Aravind. This song was released on 28 Sep 1990.
Lyrics
Pyar mujhe tum karti ho kitna
Pyar mujhe tum karti ho kitna
Itna u hu itna nahi to phir itna
Itna nahi itna
Sagar mein nahi paani
Mere dil mein pyar hai jitna
Pyar mujhe tum karte ho kitna
Pyar mujhe tum karte ho kitna
Itna u hu to itna u hoon itna
Are itna nahi itna
Sagar mein nahi paani
Mere dil mein pyar hai jitna
Pyar mujhe tum karti ho kitna
Pyar mujhe tum karte ho kitna
Tum bin aur kaha kya dekha
Aankhen bhul gayi
Bhul gayi bhul gayi
Ek hi baat mein duniya bhar ki
Baate bhul gayi
Main teri hu yaad hai
Mujhko bas itna
Pyar mujhe tum karte ho kitna
Sagar mein nahi paani
Mere dil mein pyar hai jitna
Pyar mujhe tum karti ho kitna
Hum dono ke pyar ko dekho
Yeh inam mila hai
Hum dono ke pyar ko dekho
Yeh inam mila hai
Ghar ke sune angan mein
Chota sa phool khila hai
Chota sa phool khila hai
Kitna sundar hai yeh pyara hai kitna
Pyar mujhe tum karti ho kitna
Itna nahi itna u hoon itna itna nahi itna
Sagar mein nahi paani
Mere dil mein pyar hai jitna
Pyar mujhe tum karte ho kitna
Itna u hu to itna nahi itna
Are itna nahi itna
Sagar mein nahi paani
Mere dil mein pyar hai jitna
Pyar mujhe tum karti ho kitna
Pyar mujhe tum karte ho kitna.