LyricsTashan

Pyar Ki Jab Koi Baat Chali Lyrics - Diljalaa | Jackie Shroff | Rita Bhaduri | Danny Denzongpa | Asha Bhosle | Kishore Kumar

in Movies

Watch the Video

Song Information

Pyar ki jab koi baat chali song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ramesh Sharma. This song was released on 12 Dec 1987.

Lyrics

Itna hansi chehara
Tera bas mein nahi
Dil hi mera, maf karna
Jo bhul ho jaye
Pyar ki jab koi baat
Chali tum yaad aaye
Pyar ki jab koi baat
Chali tum yaad aaye


Jab sinduri jab sinduri
Sanjh dhali tum yaad aaye
Pyar ki jab koi baat
Chali tum yaad aaye
Itna hansi chehara
Tera bas mein nahi
Dil hi mera, maf karna
Jo bhul ho jaye


Sath ho jab tak zinda hain tab tak
Tumse bichhadkar mar jayenge
Jaan tumhari ab hain hamari
Tum bin hum na ji payenge
Kya kaha jana haye mar java
Maf karna jo bhul ho jaye


Taro ki barat chali tum yaad aaye
Jab sinduri sanjh dhali tum yaad aaye
Pyar ki jab koi baat chali tum yaad aaye
Itna hansi chehara tera bas mein nahin
Dil hi mera, maf karna jo bhul ho jaye


Pyar ka jadu chhane laga hain
Jis ka dar wahi bat huyi hain
Kya hoga anzam yun na socho
Chahat ki shuruvat huyi hain
Pagal mosam tanha hum tum
Maf karna jo bhul ho jaye


Tan mein komal agan jali tum yaad aaye
Jab sinduri sanjh dhali tum yaad aaye
Pyar ki jab koi baat chali tum yaad aaye
Itna hansi chehara tera bas mein nahin
Dil hi mera, maf karna, tum yaad aaye.

Related Songs

More songs from Diljalaa (1987)
More songs of Jackie Shroff
More songs of Rita Bhaduri
More songs of Danny Denzongpa
More songs of Asha Bhosle
More songs of Kishore Kumar