Jaan tan se tan song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ramesh Sharma. This song was released on 12 Dec 1987.
Jaan tan se tan jaa se
Jaan tan se tan jaa se
Hum aise janejaa tumse
Pyar karte hain
Aankh ko kiran sans ko pawan
Aankh ko kiran sans ko pawan
Jeene ko tum zaroori
Ikrar karte hain
Jaan tan se tan jaa se


Dil lgaya nahin
Jata khud lag jata hain
Pyar jgaya nahin
Jata khud jag jata hain
Kahte hain jisko mohabbat
Wo to khuda ki hain nimmat
Samne sare jaha ke
Ijhar karte hain
Jaan tan se tan jaa se
Hum aise janejaa tumse
Pyar karte hain


Prem ka pooja bankar
Rab jaisa tera chehara
Tere sar maine dekha
Apne pyar ka shera
Apne pyar ka shera
Sapno mein thi jo murat
Teri wahi hain surat
Bandagi hum
Teri swikar karte hain
Jaan tan se tan jaa se
Hum aise janejaa tumse
Pyar karte hain.