Pyar agar tum karte ho song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Pyar agar tum karte ho
Haan karte ho
Pyar agar tum karti ho
Haan karti ho
Pyar agar tum karte ho
Saari umar bharosa karna
Isike liye to jeena hain
Iss mein na dhokha karna
Pyar agar tum karti ho
Saari umar bharosa karna
Isike liye to jeena hain
Iss mein na dhokha karna
Pyar agar tum karte ho
Haan haan karte hain
Karte ho haan karte hain


Kabhi tumhe aur kabhi hume
Duniya badnaam karegi
Hum dono mein galatfahami
Ho aise kaam karegi
Kabhi tumhe aur kabhi hume
Duniya badnaam karegi
Hum dono mein galatfahami
Ho aise kaam karegi
Sun lena jo log kahe unpe na
Bharosa karna na na na
Pyar agar tum karti ho
Haan karti hoon
Pyar agar tum karte ho
Saari umar bharosa karna
Isike liye to jeena hain
Iss mein na dhokha karna
Pyar agar tum karti ho
Haan karti hoon


Raaho mere tum paas paas
Main samne rahu tumhare
Chehra tumhara nazar aaye to
Phir kya chaand sitare
Raaho mere tum paas paas
Main samne rahu tumhare
Chehra tumhara nazar aaye to
Phir kya chaand sitare
Pyar ko jab bhi dil chaahe
Tum dil ko na toka
Karna na na na
Pyar agar tum karte ho
Haan karte ho
Pyar agar tum karti ho
Saari umar bharosa karna
Isike liye to jeena hain
Iss mein na dhokha karna
Pyar agar tum karte ho
Saari umar bharosa karna
Isike liye to jina hain
Iss mein na dhokha karna
Pyar agar tum karti ho
Haan karti ho haan karti hoon
Haan karti hoon haan karti hoon.