Pyaar uska mere daman me song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 06 Aug 2012.
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Woh magar aisa gaya
Loat ke aaya hi nahi
Pyaar uska


Pyaas aankho ki koi
Kaise bujata meri
Usne parda kabhi
Chehare se hataya hi nahi
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Pyaar uska


Ye gurur se kab utar
Jata magar kya karte
Woh kabhi samne aayi
Lekin aaya hi nahi
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Pyaar uska


Tujhse bichhada to main
Zinda raha barso lekin
Dil ki ujadi huyi duniya
Ko basaya hi nahi
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Pyaar uska mere daman
Mein samaya hi nahi
Pyaar uska.