Kya uska gila kijiye song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 06 Aug 2012.
Kya uska gila kijiye
Kya uska gila kijiye
Usse pyaar hi kab tha
Woh wada woh wada
Woh wada faramosh
Wafadar hi kab tha
Kya uska gila kijiye
Usse pyaar hi kab tha


Aansu ki tarah usne
Giraya hain nazar se
Aansu ki tarah usne
Giraya hain nazar se
Woh mere kisi gam ka
Woh mere kisi gam ka
Kharidaar hi kab tha
Woh wada woh wada
Woh wada faramosh
Wafadar hi kab tha
Kya uska gila kijiye
Usse pyaar hi kab tha


Khushiyon mein har ek
Shaqs mere sath tha lekin
Khushiyon mein har ek
Shaqs mere sath tha lekin
Mushkil mein mera koi
Mushkil mein mera koi
Madad gaar hi kab tha
Woh wada woh wada
Woh wada faramosh
Wafadar hi kab tha
Kya uska gila kijiye
Usse pyaar hi kab tha


Woh aaye idhar ghar
Se utha mera janaza
Woh aaye idhar ghar
Se utha mera janaza
Unka meri taqdeer mein
Unka meri taqdeer mein
Didaar hi kab tha
Woh wada woh wada
Woh wada faramosh
Wafadar hi kab tha
Kya uska gila kijiye
Usse pyaar hi kab tha.