Phool Mangoo Naa Lyrics - Madhuri Dixit | Paresh Rawal | Himani Shivpuri | Alka Yagnik | Udit Narayan

1995

Lyrics

Phool maangu na bahaar maangu
Phool maangu na bahaar maangu
Main to sanam tera pyaar maangu

Chain maangu na quaraar maangu
Chain maangu na quaraar maangu
Main to sanam tera pyaar maangu
Phool maangu na bahaar maangu

Jo bhi chupaaya tha is
Dil main maine tujko bataaya
Raaze mohabbat maine bhi
Tujhse kabhi na chhupaaya
Kaisi hoti hai lagi mujhko to bata
Is mein hai bechaniyaan is mein hai nasha

Hosh maangu na khumaar maangu
Hosh maangu na khumaar maangu
Main to sanam  tera pyaar maangu

Phool maangu na bahaar maangu
Cahin maangoo na qarrar maangu
Main to sanam tera pyaar maangu
Phool maangu na bahaar maangu

Har dam chaahe itna mujhe
Hoga na aisa deewana
Tere liye main jaane jahan
Chhodoon saare zamaana
Guzregi kaise bhala tanha zindagi
Ab to tere naam hai meri har khushi

Roop maangu na singaar maangu
Roop maangu na singaar maangu
Main to sanam tera pyaar maangu

Phool maangu na bahaar maangu
Chain maangu na qaraar maangu
Main to sanam tera pyaar maangu.