Pehli dafa song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shabana Hashmi. This song was released on 27 Mar 2015.

( Sonu Nigam sings..)

Pehli dafa hua hai yeh kya
Main mujhmein nahi
hua jaane kya

Pehli dafa hua hai yeh kya
Main mujhmein nahi
hua jaane kya

Aksar khayalon mein dil sochta
Tujhse hai shayad koi vaasta
Jabse tu aaye rubaru
Khwahishein teri main karne laga
Khwahishon mein behne laga
Fida kya tujhpe main hone lagaa
Pehli dafa hua hai yeh kya

Oas ki boondon mein aks tera
Saaya tera, chehra tera
Rang dhoop se bhi hai sunehara
Jispe hairan man yeh mera

Guzri hai chhoo karke aarzu
Phir se tu aaye rubaru

Khwahishein teri main karne laga
Khwahishon mein behne laga
Fida kya tujhpe main hone lagaa
Pehli dafa hua hai yeh kya

Assi ghar par milkar jaana ho
Tu jo dil ch basaye kar jaana ho.. (2x)

Ho pariyon se bhi zyada hai tu haseen
Dil nasheen hua yaqeen
Deewaron pe toone mere dil ki
Dastak di door se hi
Har pal teri hai justazu
Phir se tu aaye rubaru

Khwahishein teri main karne laga
Khwahishon mein behne laga
Fida kya tujhpe main hone lagaa
Pehli dafa hua hai yeh kya