Khuda Bhi Na Dikhe Lyrics - Barkhaa | Sara Loren | Taaha Shah | Krishna Beura
in Movies
Watch the Video
Song Information
Lyrics
(Krishna Beura sings..)
Ye kaisi kashmakash hai Ye kaisi rehguzar hai Ye kaisi kashmakash hai Ye kaisi rehguzar hai
Main uljha hoon pareshaan hoon Main uljha hoon pareshaan hoon Huyi kya mujhse aisi khata Khuda bhi na dikhe Dua bhi na lage Jahan tak jaaye nazrein Dhuaan hi dhuaan dikhe Khuda bhi na dikhe Dua bhi na lage Jahan tak jaaye nazrein Dhuaan hi dhuaan dikhe
Ret ka mahal woh tha Lehron mein shayad jo beh gaya Ret ka mahal woh tha Lehron mein shayad jo beh gaya Khwaahishon ka aashiyaan Chand saansein lekar ke deh gaya
Rabba khud ke hi saaye Lage aaj paraye..(2x)
Main uljha hoon, pareshaan hoon Main uljha hoon, pareshaan hoon Huyi kya mujhse aisi khata Khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage Jahan tak jaaye nazrein, Dhuaan hi dhuaan dikhe
Zindagi ne ishq mein, Mujhe aise manzar dikhaaye hain Zindagi ne ishq mein, Mujhe aise manzar dikhaaye hain Palkon pe meri sada, Ashqo ke badal hi chhaaye hai
Rabba chain na aaye Din rein sataye Rabba chain na aaye Din rein sataye Main uljha hoon, pareshaan hoon Main uljha hoon, pareshaan hoon Huyi kya mujhse aisi khata Khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage Jahan tak jaaye nazrein, Dhuaan hi dhuaan dikhe
Dard ka hai silsila Seene mein ghum beshumaar hai.. (2x)
Chaahatein ek mili haan, Mile zakhm mujhko hazaar hai
Rabba pal hi mein jaise, Sau khwaab hai toote..(2x)
Main uljha hoon pareshaan hoon Main uljha hoon pareshaan hoon Huyi kya mujhse aisi khata Khuda bhi na dekhe Dua bhi na lage Jahan tak jaaye nazrein Dhuaan hi dhuaan dikhe