Pehchaan lo song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Hum khade hain pairo pe apne
Phir bhi na jaane kyun
Tute unke saare sapne
Chal pade to roke na ruke
Pijre se panchhi ud jaaye
Koi pakd na sake
Hum pe na yakeen na hain aitbaar
Hum ko har kadam pe karte hoshiyar
Hum pe ho yakeen to kar lo aitbaar
Mana hum nadan the
Par ab hain zimedaar pehchaan lo
Hume jaan lo


Kal kya ho yeh kisne jaana hain
Are kal ki chinta kar kar ke
Nahin aaj gawana hain
Aaj hum hain humse
Yeh zamana hain
Aane wali muskil ko
Humse takarana hain
Hum pe na yakeen na hain aitbaar
Hum ko har kadam pe karte hoshiyar
Hum pe ho yakeen to kar lo aitbaar
Mana hum nadan the
Par ab hain zimedaar pehchaan lo
Hume jaan lo


Do din ki zindgi do pal ki jawaani hain
Phir kyun herangi yeh
Sadiyon purani kahani hain
Pehchaan lo hume jaan lo
Hum pe na yakeen na hain aitbaar
Hum ko har kadam pe karte hoshiyar
Hum pe ho yakeen to kar lo aitbaar
Mana hum nadan the
Par ab hain zimedaar pehchaan lo
Hume jaan lo
Hum pe na yakeen na hain aitbaar
Hum ko har kadam pe karte hoshiyar
Hum pe ho yakeen to kar lo aitbaar
Mana hum nadan the
Pehchaan lo.