Pee ke but khana bhi maikhana song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Jazbe wafa se kaam
Liya aur pee gaye
Saaqi se badh ke jaam
Liya aur pee gaye
Saaqi se badh ke jaam
Liya aur pee gaye
Maloom jab huaa ke
Mainaab hain gara
Maloom jab huaa ke
Mainaab hain gara
Allah miyaan ka naam
Liya aur pee gaye
Allah miyaan ka naam
Liya aur pee gaye


Pee ke but khana bhi
Maikhana nazar aata hain
Pee ke but khana bhi
Maikhana nazar aata hain
Rind ho phool bhi
Paimana nazar aata hain
Pee ke but khana bhi
Maikhana nazar aata hain
Pee ke but khana


Mast nazron se peela
Mujhko sharaabe irfaan
Mast nazron se peela
Mujhko sharaabe irfaan
Teri aankhon mein to
Maikhana nazar aata hain
Teri aankhon mein to
Maikhana nazar aata hain
Rind ho phool bhi
Paimana nazar aata hain
Pee ke but khana bhi
Maikhana nazar aata hain
Pee ke but khana


Mehfile ishq mein laazim
Hain shamma ka jalna
Mehfile ishq mein laazim
Hain shamma ka jalna
Shamma jalti hain to
Parwana nazar aata hain
Shamma jalti hain to
Parwana nazar aata hain
Rind ho phool bhi
Paimana nazar aata hain
Pee ke but khana bhi
Maikhana nazar aata hain
Pee ke but khana


Unki nazron se nazar
Jab bhi kabhi milti hain
Unki nazron se nazar
Jab bhi kabhi milti hain
Raks karta huaa maikhana
Nazara aata hain
Raks karta huaa maikhana
Nazara aata hain
Rind ho phool bhi paimana
Nazar aata hain
Pee ke but khana bhi
Maikhana nazar aata
Hain pee ke but khana


Aye ghame yaar kahin
Aur chale hum dono
Aye ghame yaar kahin
Aur chale hum dono
Ye jahaan ishq se
Begana nazar aata hain
Ye jahaan ishq se
Begana nazar aata hain
Rind ho phool bhi
Paimana nazar aata hain
Pee ke but khana bhi
Maikhana nazar aata hain
Pee ke but khana.