Kabhi gairon ke sahare jiya song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Kabhi gairon ke sahare
Jiya nahi jaata
Kabhi gairon ke sahare
Jiya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Kabhi gairon ke sahare
Jiya nahi jaata


Aise jeene se to marna
Hi laakh behtar hain
Aise jeene se to marna
Hi laakh behtar hain
Aise jeene se to marna
Hi laakh behtar hain
Lekin apna kafan to
Khud siya nahi jaata
Lekin apna kafan to
Khud siya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Kabhi gairon ke sahare
Jiya nahi jaata


Zakhm nastar ka seeya
Jaata hain bhar jaata hain
Zakhm nastar ka seeya
Jaata hain bhar jaata hain
Zakhm nastar ka seeya
Jaata hain bhar jaata hain
Jubaan ka zakhm umra
Bhar seeya nahi jaata
Jubaan ka zakhm umra
Bhar seeya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Kabhi gairon ke sahare
Jiya nahi jaata


Zeher peene ko kaho
Mushkurake pee le magar
Zeher peene ko kaho
Mushkurake pee le magar
Zeher peene ko kaho
Mushkurake pee le magar
Lahoon gareeb ka humse
Peeya nahi jaata
Lahoon gareeb ka humse
Peeya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Kabhi gairon ke
Sahare jiya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Kabhi gairon ke sahare
Jiya nahi jaata.