Payaliya chanki song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kundan A. Thadani. This song was released on 11 Jan 1980.
Payaliya chanki ke na chanki chanki
Bijuriya chamki ke na chamki chamki
Payaliya chanki ke na chanki chanki
Bijuriya chamki ke na chamki chamki
Kamariya lachki ke na lachki lachki
Magar fir mat kariyo jo kiya kiya
Kiya kiya o piya o piya sun liya


Payaliya chanki ke na chanki chanki
Bijuriya chamki ke na chamki chamki
Kamariya lachki ke na lachki lachki
Magar fir mat kariyo jo kiya kiya
Kiya kiya o piya o piya sun liya
Payaliya chanki ke na


Kanch ki chudi si tu tut jati hai
Kanch ki chudi si tu tut jati hai
Sham ki radha banke ruth jati hai
Gagariya chalki ke na chalki chalki
Chunariya dhalki ke na dhalki dhalki
Kamariya lachki ke na lachki lachki
Magar fir mat kariyo jo kiya kiya
Kiya kiya o piya o piya sun liya
Payaliya chanki ke na


Aaj to mani
Aaj to mani fir na manungi batiya
Aaj to mani fir na manungi batiya
Jagoge tadpoge sari sari ratiya
Najaiya atki ke na atki atki
Gagariya bhatki ke na bhatki bhatki
Kamariya lachki ke na lachki lachki
Magar fir mat kariyo jo kiya kiya
Kiya kiya o piya o piya sun liya
Payaliya chanki ke na


Udti patang hai tu mana ho gori
Udti patang hai tu mana ho gori
Par mere hatho me hai teri dori
Barariya samjhi ke na samjhi samjhi
Badariya barsi ke na barsi barsi
Kamariya lachki ke na lachki lachki
Magar fir mat kariyo jo kiya kiya
Kiya kiya o piya o piya sun liya
Payaliya chanki ke na.