pas nahi aana dur nahi janapas nahi aana dur nahi janatumko saugandh hai ke aaj mohabbat band haipas nahi aana dur nahi janatumko saugandh hai ke aaj mohabbat band haipehle tu aag bhadkati hai, phir dil ki pyas bujhati haipehle tu aag bhadkati hai, phir dil ki pyas bujhati haiteri yehi ada to mujhko pasand haiachchha, ha-ha, magar aaj mohabbat band haipas nahi aana dur nahi janatumko saugandh hai ke aaj mohabbat band haikitna
kitna maza hai aise jine me, dhak-dhak bhi hoti nahi sine mekitna maza hai aise jine me, dhak-dhak bhi hoti nahi sine mekoi bechaini nahi kitna anand hai, ke aaj mohabbat band haipas nahi aana dur nahi janatumko saugandh hai ke aaj mohabbat band haimat chhed apne diwane ko, rahne de tu is bahane komat chhed apne diwane ko, rahne de tu is bahane kohotho pe na hai magar dil to razamand hairazamand hai, magar aaj mohabbat band haipas nahi aana dur nahi janatumko saugandh hai ke aaj mohabbat band haipas nahi aana dur nahi janatumko saugandh hai ke aaj mohabbat band hai