Pal Do Pal Ka Saath Hamara Lyrics - The Burning Train | Dharmendra | Hema Malini | Asrani | Asha Bhosle | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Pal do pal ka saath hamara song is from The Burning Train (1980) and it is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Mohammad Rafi, Kishore Kumar.It stars Dharmendra, Hema Malini, Asrani, Vinod Khanna in leading roles. This song is penned by Sahir Ludhianvi and composed by R D Burman. It is produced by Baldev Raj Chopra. This song was released on 20 Mar 1980.
Lyrics
pal do pal ka saath hamara
pal do pal ka saath hamara pal do pal ke yarane hai

is manzil par hai milne vale
is manzil par hai milne vale
is manzil par hai milne vale us manzil par kho jaane hai

do pal pal do pal ka saath hamara, hamara hamara
hamara hamara, do pal pal do pal ka saath hamara hamara

nazaro ke shok nazrane hontho ke garm paimaane

hai aaj apni mahafil me kal kya ho koi kya jaane

ye pal kushi ki jannat hai is pal me ji le diwane

aaj ki kushiya ek haqiqat kal ki kushiya afsane hai
pal do pal ka saath hamara pal do pal ke yarane hai
do pal pal do pal ka saath hamara, hamara hamara
hamara hamara, do pal pal do pal ka saath hamara hamara
pal do pal ka saath hamara pal do pal ke yarane hai
har kushi kuch der ki mehman hai, pura kar le dil me jo arman hai
arman hai, arman hai, pura kar le dil me jo arman hai
zindagi ik tez rau tufan hai, iska jo pichha kare nadaan hai
har kushi, har kushi, har kushi
har kushi kuch der ki mehman hai, pura kar le dil me jo arman hai
zindagi ik tez rau tufan hai, iska jo pichha kare nadaan hai
gumshuda kushiyo pe, gumshuda, gumshuda
gumshuda kushiyo pe kyo hairan hai, vaqt laute iska kab imtehan hai
jhum jab tak jhum, jhum jab tak jhum, jhum jhum jhum jhum
jhum jab tak dhadakno me jaan hai, jhumna hi zindagi ki shaan hai
jhum jab tak jhum, jhum jab tak jhum
jhum jab tak dhadakno me jaan hai, jhumna hi zindagi ki shaan hai
avval aakir har koi anajan hai, zindagi bas raah ki pahchan hai
jhum jab tak jhum, jhum jab tak jhum jhum jhum jhum jhum
jhum jab tak dhadakno me jaan hai, jhumna hi zindagi ki shaan hai
avval aakir har koi anajan hai, zindagi bas raah ki pahchan hai
dosto apna to ye imaan hai, jo bhi jitna saath de ehsaan hai

umr ka rishta jodne vaale
umr ka rishta jodne vaale, apni nazar me diwane hai