Paise Ke Kya Kahne Lyrics - Hemanta Kumar Mukhopadhyay
in Movies
Watch the Video
Song Information
Paise ke kya kahne song is from Ghulam Begum Badshah (1956) and it is sung by Hemanta Kumar Mukhopadhyay. This song is penned by Shyam HIndi and composed by Sudipto Chattopadhyaya. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Paise ke kya kehne paisa peer hai
Ye jiska ban jaye wo takder hai
Paise ke kya kehne paisa peer hai
Ye jiska ban jaye wo takder hai
Jisko chahe izat de
Kar duniya ka sar taj kare
Jisko chahe zilat de
Kar roti se mohtaj kare
Roti se mohtaj kare
Hath me iske do
Dhari shamshir hai
Ye jiska ban jaye wo takder hai
Paise ke kya kehne paisa peer hai
Ye jiska ban jaye wo takder hai
Aaj ayes kal jaye phir bhi
Log isi ko pyar kare iski
Khatir jan ladaye ek duje pe
War kare ek duje pe war kare
Ye ke chalti phiri si tasver hai
Ye jiska ban jaye wo takdir hai
Paise ke kya kehne paisa peer hai
Ye jiska ban jaye wo takder hai
Har mushkil hai ansa uski
Jiske palle paisa hai
Anhoni ko honi karde zor
Isme aisa hai ho
Zor isme aisa hai
Jiski chan chan
Chan me vo tasir hai
Ye jiska ban jaye wo takdir hai
Paise ke kya
Kehne paisa peer hai
Ye jiska ban jaye wo takdir hai.