Paida karke bhool gaya song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by A.V. Subba Rao. This song was released on 06 Feb 1982.
Paida karke bhul gaya kyu
Paida karne wala
Mata ne janam diya data ne pala
Feka sadak pe mujhe ghar se nikala
Aisa kya kasur bhala maine kiya hai
Dunia se jo maine liya
Dunia ko wo maine diya hai
Dunia se jo maine liya
Dunia ko wo maine diya hai
Dunia ko wo maine diya hai


Dard ban ke mai tumhare
Dil me ab rahunga
Dard ban ke mai tumhare
Dil me ab rahunga
Aansu ban ke ab mai
Tumhari aankho se bahunaga
Aaj tlak tumne kaha aaj mai kahunga
Aaj tlak maine hotho ko siya hai
Dunia se jo maine liya
Dunia ko wo maine diya hai
Dunia se jo maine liya
Dunia ko wo maine diya hai


Rahne do dhram karam ki baate kitabi
Rahne do dhram karam ki baate kitabi
Mere to nasibo me likh di kharabi
Mere to nasibo me likh di kharabi
Maine to sharab pi hai
Mai to hu sharabi
Tum ho kon tum ne
Tum ho kon tum ne
Mera khoon kiya hai
Dunia se jo maine liya
Dunia ko wo maine diya hai
Dunia se jo maine liya
Dunia ko wo maine diya hai
Dunia ko wo maine diya hai.