Iska naam hai jeevan dhaara song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by A.V. Subba Rao. This song was released on 06 Feb 1982.
O iska naam hai jivan dhaara
Iska koi nahi kinara
Iska koi nahi kinara
Hum pani ke katare
Hum pani ke katare
Ghera sagar ye jag sara
Iska naam hai jivan dhaara
Iska koi nahi kinara
Iska koi nahi kinara


Sukh ke in armano me
Dukh ke in tufano me
Sukh ke in armano me
Dukh ke in tufano me
Dubne wale lete hai
Tin ke ka hi sahara
Tin ke ka hi sahara
Iska naam hai jivan dhaara
Iska koi nahi kinara
Iska koi nahi kinara
Hum pani ke katare
Ghera sagar ye jag sara
Iska naam hai jivan dhaara
Iska koi nahi kinara
Iska koi nahi kinara


Kabhi jo asha banti hai
Wahi nirasha banti hai
Kabhi jo asha banti hai
Wahi nirasha banti hai
Ho o o
Asha or nirasha ka bas
Jhutha khel ye sara
Bas jhutha khel ye sara
Iska naam hai jivan dhaara
Iska koi nahi kinara
Iska koi nahi kinara
Hum pani ke katare
Ghera sagar ye jag sara
Iska naam hai jivan dhaara
Iska koi nahi kinara
Iska koi nahi kinara


Ye tod ke apane sapano ko
Tod ke apane sapano ko
Baat diya sab apano ko
Baat diya sab apano ko
Apano ne phir bhi to mujhko
Apana kah kar nahi pukara
Apana kah kar nahi pukara
Iska naam hai jivan dhaara
Iska koi nahi kinara
Iska koi nahi kinara
Hum pani ke katare
Ghera sagar ye jag sara
Iska naam hai jivan dhaara
Iska koi nahi kinara
Iska koi nahi kinara


Pyar ke mausam bit gaye
Pyar ke mausam bit gaye
Pyar gaya man mit gaye
Phul sa komal ye man
Jal ke ban gaya ek angara
Jal ke ban gaya ek angara
Iska naam hai jivan dhaara
Iska koi nahi kinara
Iska koi nahi kinara
Hum pani ke katare
Ghera sagar ye jag sara
Iska naam hai jivan dhaara
Iska koi nahi kinara
Iska koi nahi kinara.