Pagal hua deewana hua song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mehul Kumar. This song was released on 06 Aug 1999.
Pagal huwa huwa huwa,
Deewana huwa huwa huwa
O jane mujhe yeh kya huwa
Pagal huwa huwa huwa,
Deewana huwa huwa huwa
O jane mujhe yeh kya huwa


O ladka tu ek patakha,
Ladki main ek dhamaka
Dono ke dil hain jawan
Tune yeh dil me jhanka,
Jud gaya dono ka tanka
Jayega abb tu kahan,
Pagal huwa huwa huwa,
Deewana huwa huwa huwa
O jane mujhe yeh kya huwa


Jabse meri aankh ladi hai,
Tabse meri nind udi hai
Pyar ki masti tujhe chadhi hai,
Phir bhi mujhse dur khadi hai
Ik number ka tu jhutha hai,
Dil mera tune luta hai
Haay tauba yeh nakhare tere,
Hosh uda degi tu mere
Pagal huwa huwa huwa,
Deewana huwa huwa huwa
O jane mujhe yeh kya huwa


O ladka tu ek patakha,
Ladki main ek dhamaka
Dono ke dil hain jawan
Tune yeh dil me jhanka,
Jud gaya dono ka tanka
Jayega abb tu kahan,
Pagal huwa huwa huwa,
Deewana huwa huwa huwa
O jane mujhe yeh kya huwa


Tune kiya hai kaisa jadu,
Ladki ho gayi hai bekabu
Kar liya maine tujhko rajee,
Jeet gaya main pyar ki bajee
Yaar mere tu kar le vada,
Pyar karega hadh se jyada
Dekhake tujhko dil mera dhadake,
Pyar karunga sabse badhake
Pagal huwa huwa huwa,
Deewana huwa huwa huwa
O jane mujhe yeh kya huwa


O ladka tu ek patakha,
Ladki main ek dhamaka
Dono ke dil hain jawan
Tune yeh dil me jhanka,
Jud gaya dono ka tanka
Jayega abb tu kahan,
Pagal huwa huwa huwa,
Deewana huwa huwa huwa
O jane mujhe yeh kya huwa


Tu chumbak hai mujhko khinche,
Tu aage main pichhe pichhe
Mushkil kar diya tune jina,
Bhul gaya main khana pina
Tune diya hai aisa jhatka,
Dil hothon pe aake ataka
Vaah re tere pyar ka lataka,
Ghum raha hu bhataka bhataka
Ghum raha hu bhataka bhataka
Ghum raha hu bhataka bhataka.