Pagal hoon main song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Gulshan Kumar. This song was released on 01 Jan 2018.
Chandni ki na to chahat hain,
Chaand ki bhi na jaroorat hain
Mujhe chaaha tujhe teri yeh jawani hain junooni asmani
Pagal hoonmain ya deewana
Chahe kahe tu begana
Deewana tere pyar mein


Badal hata aur tu mila roshan yeh dil ho gaya hain
Tu aankh se ojhal hua aur dil mera bujh gaya hain
Badal hata aur tu mila roshan yeh dil ho gaya hain
Tu aankh se ojhal hua aur dil mera bujh gaya hain
Roshni ki na toh chahat hain na seetaro ki jaroorat hain
Tujhe chahaa tujhe teri yeh jawani hain junooni asani rani
Paagal hu main yah deewana
Chahe kahe tu begana
Deewana tere pyaar mein


Yeh ghani zulfein zara chehre se tu hata
Narm nazuk sharmon haya sab phalko se tu gira
Madhoshi se tune abhi mujhko jo apna kaha hain
Khamoshiya gaane lagi sannaata kehne laga hain
Ho madhoshi se tune abhi mujhko jo apna kaha hain
Khamoshiya gaane lagi sannaata kehne laga hain rani


Ab kisiki bhi na chahat hain,
Tu bhi na jaane teri jaroorat hain
Mujhe chahaa tujhe teri yeh jawani hain junooni asmani rani
Paagal hu main yah deewana
Chahe kahe tu begaaana
Deewana tere pyar mein


Chandni ki na toh chahat hain,
Chand ki bhi na zaroorat hain
Mujhe chaaha tujhe teri yeh jawani hain junooni asmani
Paagal hu main yah deewana
Chahe kahe tu begaaana
Paagal hu main yah deewana
Chahe kahe tu begaaana
Deewana tere pyar mein.