Chanda ki doli (title) song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Gulshan Kumar. This song was released on 01 Jan 2018.
Chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein
Shehzadi aayi meri


Chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein
Shehzadi aayi meri
Chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein
Khushiyan woh layi meri
Palkon ke dar se woh aankhon ke ghar mein rahe
Khwaabo ko sach hone de
Palkon ke dar se woh aankhon ke ghar mein rahe
Khwaabo ko sach hone de
Har ek dua mein usko hi maanga sada
Woh bhi mujhe maang le
Chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein
Shehzadi aayi meri oo oo oo o


Aane se uske yaha mehka hain sara sama
Usko toh sajda kare ab yeh zameen asmaan
Mujhe hain yakeen itna hasin maine kahin dekha nahi
Sun le jar tu yeh iltejaah hain khuda
Woh kaash mujhko miley…
Chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein
Shehzadi aayi meri oo oo oo o


Khwaabo, khwaabo ka aao ek ghar banaye
Harsu jaha hum mohabbat sajaye
Subah shaam ho jaa dilkaashi,raat miley shabnami
Ek chand jaise taaron ke dil mein pane
Yeh pyar aaise khile
Chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein
Shehzadi aayi meri disha oo oo oo o.