Pagal anukan song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kalanithi Maran, W. Hansraj Saxena. This song was released on 01 Oct 2010.
Pagal anukan pyaar
Dil mein kitne hain
Neutron electron neelay
Naino mein bolo kitne hain
Kaisa hai khumaar rehti hai
Tu hi yaaron sapno mein


Hey you


Sana sana tu hi bataa
Raaz roop ka hai kya


Main newton
Newton keh sakya
Dil yeh kahe
Dhol din ratiya
Teri aankhon ki jeelon
Ka raaz hai kya
Raaz roop ka hai kya


Tum toh ho deewane
Bade saajan
Ramje ho hisaabon
Mein har dum
Mann mein dheem tom tom
Dheem tom tom
Dheem tom tom
Mann mein sargam
Dheemay labho ka sangam
Baaje dil mein mere dum
Ho dheem tom tom
Mann mein sargam


Oh ho ho baby oh baby
Pyaara tera gussa bhi
Oh baby oh baby
Mehak teri phool gulabi
Oh baby oh baby
Pyaara tera gussa bhi
Oh baby oh baby
Mehak teri phool gulabi


Titali koi kacchi kacchi
Kaliyon pe baithe
Kyun aise jaane gul
Unki lagan joothi sacchi
Pyaar ki karta hai
Seek yeh bhool


Behati hui paani mein
Paani mein oxygen
Hoti kaha kum
Gaate hui dil hi
Mein dil hi mein
Aashayien bhare har dum


Aasre aaja pyaar
Hum pal mein kar le
Sadhiyon ka hum
Tum o aajana


Saajan pyaara
Preet hi apni behka
Aankhon ko raste chalke
Itna samay toh dil ko de


Saajani pyaari
Teri adaaon jaise
Lamhe hue hain chotey
Pyaar hum zaafa
Sa kaise kare


Oh ho ho baby oh baby
Pyaara tera gussa bhi
Oh baby oh baby
Mehak teri phool gulabi
Oh baby oh baby
Pyaara tera gussa bhi
Oh baby oh baby
Mehak teri phool gulabi


Pagal anukan pyaar
Dil mein kitne hain
Neutron electron neelay
Naino mein bolo kitne hain
Kaisa hai khumaar rehta hai
Tu hi yaaron sapno mein


Hey you


Sana sana tu hi bataa
Raaz roop ka hai kya


Main newton
Newton keh sakya
Dil yeh kahe
Dhol din ratiya
Teri aankhon ki
Jeelon ka raaz hai kya
Raaz roop ka hai kya


Oh ho ho baby oh baby
Pyaara tera gussa bhi
Oh baby oh baby
Mehak teri phool gulabi
Oh baby oh baby
Pyaara tera gussa bhi
Oh baby oh baby
Mehak teri phool gulabi.