Om surya jyoti song is from and it is sung by .It stars Jeetendra, Jayaprada and Dara Singh in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dilip Kankaria. This song was released on 01 Jan 2018.
pativarta siya purushottam shri ram
pativarta siya purushottam shri ram
siya ram ki kahani suno humari jubani
haum dono kare unko parnam
pativarta siya purushottam shri ram
pativarta siya purushottam shri ram

kathin din the panchvati ke
surpankha mohit hui un pe
lakshman ne surpankha ke
nak kan kat diye pal me
ravan fir krodh me aaye
jake sita ko har laye
jab ye suna ram ji ne
hanuman lanka padaye
lanka sagar ke hai par
huye udane ko taiyar
hanuman chale leke prbhu nam
pativarta siya purushottam shri ram
pativarta siya purushottam shri ram

varlap sun janki ka
hanuman ne jake dekha
ashok vatika me wo baithi
karuna me dubi thi sita
anguthi jo sath laye
sita ji ko batalaye
jispe likha hua tha shri ram
pativarta siya purushottam shri ram
pativarta siya purushottam shri ram

hanuman lanka jala ke
shri ram ke pas aaye
nahuman lanka jala ke
shri ram ke pas aaye
sugariv apne sang me
banar sena leke aaye
badal yudh ke fir chhaye
setu sagar pe banaye
vijay karn chale lanka shri ram
pativarta siya purushottam shri ram
pativarta siya purushottam shri ram

yudh hua fir bhaynkar
saty ban dhar ke dhanur par
das shish kate ravan ke
harshit huye devta nar
sita ji ko lekar aaye
agani pariksha karwai
pariksha badi thi vichitar
sita mai ji thi pavitar
kiya kaisa ye anyay
log karne lage haye
kiya kaisa ye anyay
log karne lage haye
agani dev kare sita ko parnam
agani dev kare sita ko parnam


katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
rachi ye kaisi katha
kisi ko kya hai pata
ram ki ram hi jane
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane

dasharth raja ne socha
ram ka rajyabhishek karun
manthra ne chal chali
kaikai ko bhadakaya
dasharth raja ne socha
ram ka rajyabhishek karun
manthra ne chal chali
kaikai ko bhadakaya
kaikai ne dasharth se
apne vachan ke badale me
raja bharth ko mang kar
vanvas ram ko dilwaya
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane

kaikai ki iccha ka
palan karne ram ji
nikal pade vanvas ko
siya lakhan bhi sath chale
kaikai ki iccha ka
palan karne ram ji
nikal pade vanvas ko
siya lakhan bhi sath chale
aai ye kaisi ghadi
vipada ye kaisi padi
sari ayodhya dukhi hui
ro pade chote bade
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane
rachi ye kaisi katha
kisi ko kya hai pata
ram ki ram hi jane
katha ye ram ki
hai pawan nam ki
aaye hai sab ko sunane


varan kare kya maiya
shri ram ji ki shobha
varan kare kya maiya
shri ram ji ki shobha
prithvi pe dharm palak
waisa na koi hoga
varan kare kya maiya
shri ram ji ki shobha
varan kare kya maiya
shri ram ji ki shobha

jan man ka krity ranjan
sab ke hai prem bandhi
faili hai unke yash ki
charo tarf sugandhi
jan man ka krity ranjan
sab ke hai prem bandhi
faili hai unke yash ki
charo tarf sugandhi
bhulega na unhe jo
ek bar dekh lega
varan kare kya maiya
shri ram ji ki shobha
varan kare kya maiya
shri ram ji ki shobha

ratri ke chandrma hai
aur din ke wo ravi hai
kahte hai log unko
vishnu ki wo chhavi hai
ratri ke chandrma hai
aur din ke wo ravi hai
kahte hai log unko
vishnu ki wo chhavi hai
tar jayega wo bhav se
jo nam unka lega
varan kare kya maiya
shri ram ji ki shobha
varan kare kya maiya
shri ram ji ki shobha
prithvi pe dharm palak
waisa na koi hoga
varan kare kya maiya
shri ram ji ki shobha
varan kare kya maiya
shri ram ji ki shobha


he surya dev he anshurman
he vivsva dinma
hum vansaj hai tere
humko kar aashish pardan
hume gyan de hume dhyan de
kare parkashit pran
har andhiyara harta haye
tarkash ka har ban
tera vansh vansh dhar tere
badhate rahe sadev
badhata jaye sada sarvda
vansh tujhara den


jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram

pita vachan ka palan karne
apne sukho ko bhul ke sare
pita vachan ka palan karne
apne sukho ko bhul ke sare
patni sahit vanvas sidhare
patni sahit vanvas sidhare
dharm avtari shri ram chandr prbhu ji
jaye jaye shri ram chandr prbhu ji
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram

ram chandr hai asur sanhari
vir dhanurdhari
ram chandr hai asur sanhari
vir dhanurdhari
sur munijan ke rakhwale
vishnu ke avtari
ram chandr hai asur sanhari
vir dhanurdhari
sur munijan ke rakhwale
vishnu ke avtari
shri ram chandr prbhu ji
jaye jaye shri ram chandr prbhu ji
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram

is dharti par unke jaisa
hua na koi tayagi
raja hokar ram chandr ji
rahe sada vairagi
is dharti par unke jaisa
hua na koi tayagi
raja hokar ram chandr ji
rahe sada vairagi
shri ram chandr prbhu ji
jaye jaye shri ram chandr prbhu ji
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram
jaye jaye ram siya ram


suno suno mere bhai bandhu
dhyan laga kar suno suno
ramayan ki katha suno
suno suno mere bhai bandhu
dhyan laga kar suno suno
ramayan ki katha suno

ayodhya nagar ke raja dasharath
unki thi raniya tin
ayodhya nagar ke raja dasharath
unki thi raniya tin
koshalya sumitra kaikai
unki thi santan char
unki thi santan char
ram lakshman bhart satrughan
rajkumar the ye charo
ramayan ki katha suno
ramayan ki katha suno

vishwamitr ki man ke aagya
dharm ki raksha hetu
vishwamitr ki man ke aagya
dharm ki raksha hetu
koshalya ne bheje van ko
savyam shri sindhu setu
savyam shri sindhu setu
suno suno mere bhai bandhu
dhyan laga kar suno suno
ramayan ki katha suno
ramayan ki katha suno

taat ki kavdh karte prbhu
dusht jano ke sanhari
taat ki kavdh karte prbhu
dusht jano ke sanhari
mithila chale wo jank yagy ko
sab dharmo ke adhikari
sab dharmo ke adhikari
suno suno mere bhai bandhu
dhyan laga kar suno suno
ramayan ki katha suno
ramayan ki katha suno

mithila vasiyo ke man me
bas gayi wo chhavi ati nyari
mithila vasiyo ke man me
bas gayi wo chhavi ati nyari
jank suputri janki fir
apne tan man ko hari
apne tan man ko hari
suno suno mere bhai bandhu
dhyan laga kar suno suno
ramayan ki katha suno
ramayan ki katha suno

ram ne shiv dhanush ko toda
tab kanpi sari dharti
ram ne shiv dhanush ko toda
bhari sabha me sita ji ne
varmala unhe pahana di
suno suno mere bhai bandhu
dhyan laga kar suno suno
ramayan ki katha suno
ramayan ki katha suno
suno suno mere bhai bandhu
dhyan laga kar suno suno
ramayan ki katha suno
ramayan ki katha suno


om suryo jayoti jyotir nam
surya sawaha
om suryo varcho jyotir varcha sawaha
om suryo jyoti suriya sawaha
om om om om
om vishvani dev savitar ritani prasuv
yadvdr tan aasuv sawaha
om puran mad puran midam
puranat puran madaae meva vashishy te
om sarvavm purnam sawaha
om sarvavm purnam sawaha
om sarvavm purnam sawaha

sarve bhavant tu sukhenaha
sarve sant sarve bhkta pashyant
ma kashcht dukh bhar bahe


karo nahi sandeh ram par kro nahi sandeh
karo nahi sandeh ram par kro nahi sandeh
sada raha hai sada rahega
sada raha hai sada rahega
tum par unka sneh
karo nahi sandeh ram par karo nahi sandeh

ek vachan hai ek karm hai ek ram ka ban
ek vachan hai ek karm hai ek ram ka ban
ek patni ka vart hai unka ek patni ka vart hai
unka kare jagat kalyan
karo nahi sandeh ram par karo nahi sandeh

yadi we dharm tyag de apna chhand badal de gayn
yadi we dharm tyag de apna chhand badal de gayn
janm vyarth ho jaye mera janm vyarth ho jaye mera
vyarth meri ramayan
karo nahi sandeh ram par karo nahi sandeh
karo nahi sandeh
sada raha hai sada rahega
sada raha hai sada rahega
tum par unka sneh
karo nahi sandeh ram par karo nahi sandeh